Followers

Showing posts with label Security Tips. Show all posts
Showing posts with label Security Tips. Show all posts

Friday, 22 July 2016

SMART PHONE KE SATH YE MISTAKES NA KARE

भारत में स्मार्ट फोन उपभोक्ताओं की संख्या तेजी से बढ़ती जा रही है। खासकर युवा स्मार्ट फोन का उपयोग खूब कर रहे हैं। स्मार्ट फोन के फीचर्स ने हमारे जीवन को आसान बना दिया है।
लेकिन स्मार्ट फोन का उपयोग भी स्मार्ट तरीके से होना चाहिए। हम आपको बताते हैं वे गलतियां जो स्मार्ट फोन यूजर अक्सर करते हैं। इन गलतियों को जानना बहुत जरूरी है।


मुफ्त की सुविधा पड़ सकती है भारी : आज हर

MOBILE PAANI MEIN DUBNE PAR

बारिश का मौसम और भीगने से बचना... नामुंकिन। आप भीग जाएं या कपड़े गीले हो जाएं, वहां तक तो ठीक है, लेकिन अगर लृगलती से भी मोबाइल फोन गीला हो जाए या पानी में गिर जाए, तो परेशानी बढ़ जाती है।
क्योंकि फोन को सुखाने के बाद भी कई बार नमी नहीं जाती और आपको अपने चहेते फोन और जरुरी डाटा, दोनों से ही हाथ धोना पड़ता है।

लेकिन घबराइए नहीं, इसका इलाज

Friday, 22 May 2015

Facebook Fan Page Ko Hacker Se Bachaye


Kaise page hack hone se bachaye ! Jarror dhyan dein
Account id 1. admin id mein friend na add karein
2. search ke sare option band kar dein privacy mein jakar
3. admin id ka naam koi common sa choose karein, unique naam na rakhien
4. admin id ka username na rakhein
Hardware
1. pc Should be capable of running good antivirus and firewalls, dual core with 4gb ram would be ok
2. A good router is must to prevent all types of attackes, router dekh ke lo ki usme firewall hai ya nahi, kuch mein 2 hoti hein .
Accounts
1. Gmail and Facebook ka password alag alag rakho
2. Password mein Letter, number aur Special character, teeno
jarror dalo
3. Facebook aur Gmail dono par apna number register kar ke rakho
4. Facebook aur gmail dono ka Security question Jarror rakho aur
alag alag rakho
5. Facebook pe koi application ja game na chalao

Browser
1. Chrome aur Comodo dragon ke ilava koi browser ni chalega
2. Dhyaan rahe dono ko update karte rahein 3-4 din baad
Operating System
1. Latest os use karo jaise ki windows 8
2. Update check karte rakho 3-4 din baad
3. Jinke pass windows 7 hai wo Microsoft® Windows® Malicious Software Removal Tool Jarror download karke rakhe, Free hai
4. Mac bhadiya hai lekin agar nahi hai to kam se kam xp wagera purane os to na hi chalaye
Software
1. Firewall install karo, comodo best hai aur free bhi, uski settings ke bare mein nahi pata to chedchad mat hi karo
2. Antivirus install karo, Free chahiye to comodo ka install karlo, best chahiye to pc ki speed ke mutabik agar zayada hai to bitdefender install karlo aur agar kam hai to kaspersky install karlo dono 300/- mein flipkart pe mil jate hein
Extra
1. Koi bhi link na click karo, sabse zayada account link pe click karne se hack hote hein
2. kam se kam 2 admin id bana ke rakho khud ki
3. Post hamesha content creater wali id se karo, manager id ko back up id rakho

Wednesday, 20 May 2015

Registration Process of Indane Gas

QUE: Maine indane gass ka nya connection regstraction kiya bt uska payment krne ka online proses nhi mil paa rha h plz mujhe btaye.

ANS: Helo Madam, thanks for contacting us. Madam, Indane Gas Online Registration karne ke baad aapko apne nazdiki indane gas agency se kyc updation ke baad Cylinder milne par payment karna hoga. Regards, Apna Blog

Reply: Thanks
> Bt ab mai uske pass apna registration nob lek gai to wo connection dene k
> liye mna kr rha h
> Bol rha h ki village k liye connection nhi milta h
> Kewl ngrpalika k andr ane walo ko milta h
> Ab kya kre pls mujhe btao
> Onlin reg ho gya costmr care se bat hui usne bola ap jak connection le skti
> h bt ab wo mna kr rha h


Apna Blog's Reply: Madam,

Aapne Online Registration karte time reference no to note kiya hoga
na, aap indane ki site par jakar Check Application status par click
kar ke dekho aapki application reject to nahi ki gayi.

Jahan tak sawal hai uske mana karne ka to uske bahut si wajah ho sakti
hai. Jaise ho sakta hai ki aapke dealer ke yahan internet connection
na ho. Ya phir use Online Connection dene ka process nahi pata
ho.Wajah bahut sari ho sakti hain, humare yahan yojnaye to chalayi
jati hain par systematic tarike se nahi chal pati.

Khair jo bhi ho aapko pehle status check karna hai. Agar aapko online
status check karne mein koi problem aati hai to aap toll free number
For any Complaints/Queries
1800-233-3555 (Toll Free)
par call kare.
Aap Indian Oil ki website par jakar Indane Gas Company aur Distributor
ki shikayat bhi kar sakti hain. (Meri Personnal Salah hain Agar aap
small rural area se hain to complaint na kare)

Sab kuch try karne ke baad antim vikalp Gas Agency pe jakar hi Naya
Connection lene ka hoga.

Friday, 15 March 2013

fb id ko hack hone se bachaye

asim wrote:
Meri fb id open nahi ho rahi hai kya aap meri id open karne ka idea denge...
Meri bohat sari id band ho chuki hai..aur ye wali mai khona nahi chahta.
Kiunki mere bohat sare ache frnds hain wahan per.


Mai aapse isliye keh raha hu k aap mujhe ache insaan lagte hain...!


Ans.
aapki fb id band kyu ho rahi hai??

Monday, 11 March 2013

Copy Protect Data

Aaj Main Ap Logo Kay Sath Aik Bahtreen Software Share Karne Ja Raha Hon. Hum Me Se Aksar Log Apni File Ko Kuch Sambhal Ke Rakhna Chahtay Ho Ge Ki In Ko Koi Chura Na Lay. Aur Wo Ye Chahta Hon Ge Ki Koi In Ki Files Ko Kisi Aur Computer Mein Copy Na Karen. Tu Me Aaj Inhe Logo Kay Liye Aik Aisa Software Laya Hon Jis se Wo Apni Files Ko Chori Honay Se Bacha Sakte Hain. Iss Software Ka Naam Han "Copy Protect" Use Me Asan Bhi Han. Apko  Bas isay Install Karna Hain.  


Aur Apni Wo Files Jinhain Ap Protect Karna


 Chahte Han Inhay Iss Me Daal Dena Han.
Is Tarha Ap Ki Fils Mahfoz Ho Jaye Gi.