Followers

Showing posts with label Youtube. Show all posts
Showing posts with label Youtube. Show all posts

Thursday, 15 November 2018

Bathroom Singer Girl


ye sambhal na paaya video


saat janam ke sathi video


Koi Puche mere dil se


Tere Pyar ki Video


Diwali ki Masti Video


Har Har Mahadev status


Whatsapp Mere Haalat aaise


Saturday, 25 February 2017

WhatsApp New Features of Status Update



Whatsapp ने अपनी 24 वे जन्मदिन पर शुक्रवार को नया स्टेटस फीचर लॉन्च कर दिया| इस स्टेटस फीचर के माध्यम से यूज़र्स फोटो जीआईएफ या वीडियो को ड्राइंग, इमोजी और शीर्षक के साथ साझा कर सकते हैं |यह भी पता लगेगा कि किस किस ने स्टेटस अपडेट देखा है|

Saturday, 18 February 2017

Heart Touch Song



Tu meri neendo me sota hai
Tu mere ashqo mein rota hai
Sargoshi si hai khayalon mein
Tu na ho, phir bhi tu hota hai
Hai sila.. tu mere dard ka

Mere dil ki duaayein hain..
Teri galiyan… galliyan teri, galliyan..
Mujhko bhaavein galiyan, teri galiyan
Teri galiyan…galiyaan teri, galliyan..
Yuhin tadpaavein, galliyan teri, galliyan..

Kaisa hai rishta tera-mera
Be-chehra phir bhi kitna gehra
Ye lamhe, lamhe ye resham se
Kho jaayein.. kho na jaayein humse
Kaafila.. waqt ka.. rok le..
Abr se juda na ho

Teri galliyan… galliyan teri galliyan..
Mujhko bhaave galiyan teri galiyan
Teri galiyan…galiyaan teri galliyan..
Yuhin tadpaave galliyan teri galliyan..

Galliyan…
Teri galliyan..
Tadpaavein…

Tuesday, 31 January 2017

Must watch best catches at IPL RECORDED LIVE



Must watch best catches at IPL RECORDED LIVE

Sunday, 29 January 2017

KABHI YAADON MEIN FULL VIDEO SONG DIVYA KHOSLA KUMAR ARIJIT SINGH P...



Kabhi yaadon mein aaun
Kabhi khwabon mein aaun
Kabhi yaadon mein aaun
Kabhi khwabon mein aaun
Teri palkon ke saaye
Mein aakar jhilmilau
Main wo khushbu nahi jo
Hawa mein kho jaun
Hawa bhi chal rahi hai
Magar tu hi nahi hai
Fiza rangeen bani hai
Kahani keh rahi hai
Mujhe jitna bhulaao
Main utna yaad aau
Haa.. jo tum na milte
Hota hi kya dhoondh laane ko (x2)
Jo tum na hote
Hota hi kya haar jaane ko
Meri amaanat ho tum
Meri mohabbat ho tum
Tumhe kaise main bhulaun
Tu aasmaan mera jahaan lage mujhe
Tu raaston ki manzilein lage mujhe
Lyrics http://www.lyricsted.com
Tu hi meri chandni wo
Raaton ko jo halki si jale
Tu hi meri sham-o-sehar
Jo mere sang chale
Hawa bhi chal rahi hai
Magar tu hi nahi hai
Fiza rangeen bani hai
Kahani keh rahi hai
Mujhe jitna bhulaao
Main utna yaad aau
Kabhi yaadon mein aaun
Kabhi khwabon mein aaun
Kabhi yaadon mein aaun
Kabhi khwabon mein aaun
Teri palkon ke saaye
Mein aakar jhilmilau

Mere Miyan Gaye England Song



Mere miyan gaye England
Oye hoye hoye hoye
Miyan re, miyan re, miyan re
Mere miyan gaye England baja ke band
Na jaane kahan karenge land
Ke Hitler chaunke na
Ke Hitler chaunke na
Ji Hitler chaunke na
Hitler chaunke na
Mere miyan gaye England
Oye hoye hoye hoye
Mere miyan gaye England baja ke band
Na jaane kahan karenge land
Ke Hitler chaunke na
Ke Hitler chaunke na
Ji Hitler chaunke na
Hitler chaunke na
Miyan re, miyan re, miyan re, miyan
Udan khatole mein saiyaan
Jo pehli baar udde
Aasmaan mein chaand pakad ke
Jhapp se kood pade
Oye hoye hoye hoye hoye x (2)
Udan khatole mein saiyaan
Jo pehli baar udde
Aasmaan mein chaand pakad ke
Jhapp se kood pade
Gire jo Paris mein
To Eiffel Tower hai
Bacha lega unko
Khuda mein power hai
Arre sir ke saare baal udd gaye
Lagte hain par brand
Ke Churchill chaunke na
Ke Churchill chaunke na
Ji Churchill chaunke na
Ke Churchill chaunke na
Saat samundar paar gaye
Par paanv nahi bheege
Aise baaje huye piya hain
Aji gaanv nahi bhoole
Jo utre kheton mein
Wahin par padi hoon main
Jahan par milte the
Wahin par khadi hoon main
Aji itna hai bas bhool na jayein
Mera bus stand
Conductor chaooke na
Conductor chaooke na
Conductor chaooke na
Driver chaunke na
Mere miyan gaye England
Oye hoye hoye hoye
Mere miyan gaye England baja ke band
Na jaane kahan karenge land
Ke Hitler chaunke na
Ke Hitler chaunke na
Ji Hitler chaunke na
Hitler chaunke na