Followers

Showing posts with label EARN FROM INTERNET. Show all posts
Showing posts with label EARN FROM INTERNET. Show all posts

Monday, 23 January 2017

Ghar Baithe Kamaye Sirf Email Padh Kar

Ek aisi website jahan aap aasani se paise kama sakte hain wo bhi sirf mouse click kar ke..
Yahan diye gaye link par click kar aur phir registration kare aur aapki income start.
Click here for Registration.

Yahan kuch question answer diye ja rahe hain jo ki registration me aapki help karenge.

FAQ

कितना यह KamateRaho पर खाता बनाने के लिए चार्ज?
उत्तर: यह भी अपने खाते को बनाने के लिए एक भी रुपया चार्ज नहीं करता है। यह बिल्कुल मुफ्त है। इसके बजाय हम आप रुपये का मुफ्त रिचार्ज दे। 10 सफल पंजीकरण पर।

मैं सत्यापन ईमेल नहीं मिला?
उत्तर: एक मिनट के लिए प्रतीक्षा करें और भी आपके स्पैम फ़ोल्डर की जाँच करें

मैं अपना पासवर्ड भूल गया?
उत्तर: आप अपना पासवर्ड भूल गए हैं, आपको चिंता करने की जरूरत नहीं है। बस लॉगिन लिंक पर क्लिक करें और पर क्लिक करें पासवर्ड भूल गया। यह पूछने के लिए आप ईमेल दर्ज की और अपने पासवर्ड आपके ईमेल पते पर भेज दिया जाएगा।


मैं इस वेबसाइट से कमाई कैसे शुरू कर सकते हैं?
उत्तर:यह बहुत आसान है और इस वेबसाइट से कमाई शुरू करने के लिए आसान है। आप यहाँ अब से कमाई शुरू कर सकते हैं। नीचे तीन कदम है जो शायद ही 5 मिनट का समय लगेगा हैं .:
  1. Create your account
  2. Participating in the listed offer
  3. Enjoy Free Recharge

Thursday, 10 December 2015

Facebook par likes badhaye 1000 per day aur earn kare

Aap bhi ye soch rahe hoge ki Facebook Par Likes Kaise Badhaye. Facebook ek aisi social media sites hogyi hai ki yahan log jyada se jyada dikhai dete hai. Agr aapko kuch vichar vyakt karne hai apne to agar aap yahan karenge to jayda se jyada log jabvab dete hai. Aapne kuch post kiya aur us par like na aaye to aap udas ho jate hai. Lekin hum apko paanch aise tips btate hai jinse aap kisi bhi post par pehle se jyada like pa sakenge. Chaliye Jante he ki Facebook Par Likes Kaise Badhaye.
Photo ka istemal kare
Facebook par apni baat ko image ke saath post kare. Aisa paaya jata hai ki sadharan text kit ulna me tasveer ke istemaal se post hui cheej par 53 fisdi jyada like karte hai. Aise post par log 104 fisdi jyada comment karte hai. Aur is tarah ki post ke throw 84 fisdi jyada click ki sambhavan bhi hoti hai. (Facebook Par Likes Kaise Badhaye.)
80 character tak matter
Facebook par post karte time text matter ka khyal rakhe. Kam se kam shabdon ka istemal kare. Aisa dekha gya hai ki 80 character tak likhe post par 66 fisdi jyada log samay bitate hai. Jyada shabdo ke istemaal hone par us post ko dekhte hi log aage badh jaate hai. Bahel hi vah kitna bhi intresting kyun na ho. Bhale hi uske andar rochak jaankari kyun na ho. (Facebook Par Likes Kaise Badhaye.)
Saval post kare
Aisa paya jaata hai ki kisi saval ke post karne par 100 fisdi jyada response dekhne ko milta hai. Apne facebook page par jyada se jyada logon ko engage karne ke liye aap koi saval post kar sakte hai. Saval logon ke man me hal chal paida kar dete hai aur har user iska javab dena chahta hai. (Facebook Par Likes Kaise Badhaye.)
Post ke time ka dhyan rakhe
Aisa dekha gya hai ki subah 11 baje se raat 8 baje tak facebook par log active rehte hai. Isme bhi dopehar ke time jyada chel pehl rehti hai. Dopehar ke baad sham 3 baje facebook ka pik time hota hai. Is time par sabse jyada user active rehte hai. Yaani sham 3 baje ke aaspass post karne par log jyada react karte hai. (Facebook Par Likes Kaise Badhaye.)
Rojana do baar update kare 
Rojana ek ya do baars status update karne par aapko 40 fisdi jyada response mil sakta hai. Vahin yadi aap saptah me ek se chaar baar status update karte hai to apko 71 fisdi jyada response dekhne ko mil sakta hai. Yahan 40 fisdi response pratidin aur 71 fisdi par saptah hai. Is data se confuse na ho. (Facebook Par Likes Kaise Badhaye.)

Blogger Par Photo ya Image Kaise Dale

Hello dosto, Hume aapke bohot saare mails mile, jada mailo me blogger ki information ki mang ki gayi thi. Hum ek blogger ka section start kar rahe he. Isme aapko hum blogger ke baare me jada se jada jankari dene ki koshish karenge. Hamri koshish yahi rahegi ki aap blogging world me aap apna naam bana sake, aur ek accha blog ya website chala sake.
Chaliye jante he Blogger me Photo Kaise upload kare. Aapne mere ye pehle article me padaha hoga ki Google Blogger / Blogspot par blog kaise banate he.
Blogger ke post me photo add karna kafi asaan he. Mene detail me niche likha he image ko kaise add kare.
Step 1 : Post Kholiye
Jis post me aapko photo upload karna he, wo post open kijiye. Edit link par click kijiye.
Blogger Ka Post Khole
Blogger Ka Post Khole
Step 2: Jaha par Photo daalna he waha click kare
Post open hone ke bad aapko jaha par photo dikhana he, us jagah par cusor laaye, matlab us jagah par click kare.
Jaha par cursor rahega usi jagah par image add hogi.
Blogger Me Photo Kaise Dikhaye
Blogger Me Photo Kaise Dikhaye
Step 3 : Photo wale button par Click Kare
Cursor set karne ke bad, Photo wale button par click kare, Us button ka nam he Insert Image.
Photo wale Button Par Click Kare
Photo wale Button Par Click Kare
Step 4 : Post Me Image Upload Kare
Insert Image button par click karne ke bad aapko ek window dikhegi, usme Upload Section me Choose Files ka ek button dikhega.
Blogger Par Photo Kaise upload kare
Blogger Par Photo Kaise upload kare
Uske bad Image Select kare. Wo Image upload hogi. Uske Bad OK button par click kar de.
Aapko aapki image post me dikhai degi.

Sunday, 6 December 2015

Earn Recharges via App Download

Earn Talktime App Talktime Earn karne wali Popular App hai. Is App ki madat se aap daily Talktime Earn kar sakte hai. Bus apko karna ye hai ki is App ke through koi bhi App download karna hai. Aap ye App Google Play Store se free me download kar sakte hai.

Download karne ke liye yaha click kare

Download Earn TalkTime

Earn Talktime App Se Talktime Earn Kaise Kare –

Download aur Install karne ke bad aap soch rhe honge ki ise use kaise karte hai talktime earn karne ke liye.
Niche diye Steps ko follow kariye..

    App Install karne ke bad apko isme register karna hoga. Register karna bahut asan hai bus apko apna Mo. No. dal kar Verify par click karna hai fir apke Mobile pe ek SMS ayega jisme 6 digit code hoga, is code ko apko isme dal kar Verify karna padega fir aap Earn Taltime me Successfully Register ho jayenge.

Earn Talktime free for Mobile or DTH

    Ab aap kisi ko Refer kar ke har refer 10 rupies se 40 rupies tak kama sakte hai. Ya fir koi app download kar bhi 2 rupies se lekar 50 rupies tak Earn kar sakte hai. Lekin iske liye apko kuch terms manne honge jo har app me diya rhta hai. Jaise ki agar ek app download karne par apko 50 rupies Milne wale hai to 25 rupies apko app download aur register karne par hi mil jayenge but baki ke 25 rupies apko use app ko 3-4 din tak uninstall nahi karne par milenge.

To friends ab apko ye samajh me aa hi gya hoga ki Earn Talktime se Talktime Earn kaise karte hai to der kis bat ki niche diye gaye botton par click kar ke abhi App download kare aur Talktime Earn karna Start kare.
Download Earn TalkTime

Agar apko ye post achha laga ho to ise apne friends circle me share jarur kare taki dusre log bhi iska labh utha sake…

Youtube SEO

1. Video Ka Title

aapka video jis bhi topic par ho ,uska Title short and video se related hona chahiye. Matlab ki agar aap kisi cat ka video upload kar rahe hai toh apka Title ho skta hai “Funny Cat Video”. Title likhte samay aapko dhyan me yah rkhna hai ki aapka Title aapke Video Content ke according hi hona chahiye.

Aisa nahi ki apka video cat ke bare mai hai aur aapne Title likha hai “Hot Sunny Leone Video”. agar aap aisa karte hai toh apka video ek spam video mana jayega aur yah video search engine me ignore kiya ja skta hai.

Agar Lambe time tak aapko Video par kaam karna hai to aesa karne se aapki phele hi image kharab ho jayegi fir koi aapki channel par aane ka sochega bhi nahi.. to kuch bhi galat or shortcut apnane ki naa soche.

Also Read: SEO Title likhne ke 5 Eye Chatching tips
2. Video Ka Description

Dekhiye, Youtube ne hamare video ke liye ek Description Box banaya hai iska matlab hme uska utilize krna bahut hi Important hai . Kuch log hote hai Bss Video Upload karte hai aur Description mein Kuch Nahi Likhte hai . Agar aap description me video ke andar jo content hai uske bare me 200-300 words likhte hai toh yah search engine me show krne lgta hai . Jisse aapke video ki ranking better ho jati hai aur aapke video par views aane lagte hai.

Description ki starting ki 2 line achi se likhna bhut jaruri hai, Q ki hamare Video ke sath wo bhi search me dikhti hai jisko log padkar video par click karte hai.

youtube Video me kya hai uske bare me 2 line
3. Keyword(Tags) dale sahi se

Apke video ko famous krne ke liye keywords bahut hi Important hota hai. Aap soch rahe honge ki kon sa keyword daala jay ki video adhik se adhik search ho. Iske liye aapko Google ke Keyword Planner Tool me aap apne video se related keyword ko search kijiye. Fir usme aapko ek monthly search ka data milta hai. Usme Low aur Medium Competition aur adhik bids (CPC cost per click) wale keyword ko choose kijiye aur apne Video me Tag mein Use kare. Isse aapki video pr views bhi milenge aur earning bhi jyada hogi.

Keywords dalne se ek or faida hota hai ki agar koi kisi Video ko dekh raha hai or jo tag usme hai wo hi tag hamare video me bhi hai to side me jo suggestion Video aate hai usme hamara video bhi aa sakta hai, jisse bhi hamare Video ke Views badne me madad mil sakti hai.

Read: Apne Blog me Youtube Video ko kaise add kare
4. Thumbnail ko Change kare

Thumbnail ka matlab toh aapko pta hi hoga. agar nahi pta hoga toh mai aapko btata hu, Dekhiye jab hmara video Suggested Video ki list me show krta hai toh uss video pr jo image show karti hai usko Thumbnail kahte hai. Toh agar hum Thumbnail ko Manually design aur edit karke purane wale thumbnail ko change kr denge toh uspe viewer ki najar padegi. Aur video ko dekhne ke liye bechain ho jayega.

video ki thumnail nahi to koi views nahi

ek Servay me aaya tha ki jo log youtube par aese hi kisi video ko dekhna chate hai to wo Video ki Thumbnail ko dekh kar hi uspar click karte hai. Matlab agar Thumbnail achi nahi to Views nahi. Youtube SEO ke najariye se Video thumbnail sabse important hai.

Aapke video ka Thumbnail aapke video se hi related hona chahiye. Koi sexual image bhi nahi lagana chahiye.

💡Coustom Thumbnail use karne ke liye Channel ko Verify karna jaruri hai, Janiye kaise kare Youtube Channel ko Verify.
5. Subscribe Appeal

Agar aapka video unique hai aur aapke viewer ko video pasand aaya lekin aapne video mein me aapne subscribe karne ke liye bola hi nahi toh ho sakta hai viewer aapke channel ko subscribe na kare. Toh agar apko subscriber ki numbers badhane hai toh video ki last me logo ko subscribe krne ke liye boliye.

Aapke Video ke jo Viewers hai unse ek relation banaye or unse Video ke last me kahe ki wo aapko support kare or aapke video ko Share, Like, Comment kare or New Video ke liye Channel ko Subscribe jarur kare :) .. inki madad se hamare video ki rank badti hai or wo search me top par aane lagta hai, Jo Views ke liye jaruri hai.

Toh friends aap upar btaye gaye 5 Youtube SEO Points ko follow kijiye. Kuch hi dino me apko positive(acha badiya) response milega. Toh aapse ek request hai ki iss post ko adhik se adhik share kare jisse aur log bhi in tips ke bare me jaanne ka moka mile.!!

Saturday, 5 December 2015

Blogging Sikho

Bahut log sochte hai blogging ke baare me. Kuch log start krte hai fir thode dino me Bore or paresan hone ke baad blogging krna chhod dete hai. Lekin ek chiz hme yah dhyan rkhna hai ki agar hum apni lakshya ko paane ke liye aadhe raste se wapis laut jate hai aur jitna time hume adhe raste se lautne me lgta hai hum utni hi der me apni lakshya ko prapt kr skte the..

Bas ek chiz ki jarurat hoti hai ..wo chiz hai “Patience (Diraj)”. Jee haan agar hum thodi aur potential ke sath apne target ko achive krne ke liye apna priyas chalu rakhe toh humme success jarur milti hai.. Toh chaliye mai aap logo ko inke baare me btata hun.
Blogging Se Hone Wale Indirectly Faide
1. Khud ke Boss:

Aap soch rhe honge khud ke boss mtlb.. chaliye mai btata hu..khud ke boss matlab ki aap ke upar kisi aur ka pressure nahi rhega , sirf aap hi apne aap ko manage krenge. Apke upar koi pressure nahi rhega.
2. Up to date:

Aapke blogging ka jo bhi topic rhega, aap uss field me aur bhi master hote jaoge, aap jisse bhi related post daloge. aapko uss post ya article ke baare me better knowledge ho jayegi. Aur thodi bahut technical knowledge bhi badh jayegi. Jaise aap html, css, aur dusre web developing technologies ke bare me bhi jaanne lagoge.

    Badiya Post Title Kaise Likhe
    Badiya SEO Post kaise ke Tips

3. Earning Jyada Expanses Kam:

Haan , aap jb seriously blogging karenge toh aap acche paise kamaoge aur apko kahi jane ki jarurat bhi nahi pdegi , iska matlb aapko office work se chhutkara mil jayega toh apke travelling ke expanses bach jayenge , isse aapki achhi khasi savings bhi ho jayegi..

Janiye – Blog start karne ke liye kya kya chaiye
4. Time Management:

jab aap blogging me ghus jate hai toh aap time ko manage krna bhi sikh jate hai. Yaani ki aapko kb kon Sa post daalna hai. Aap raat ko bhi blogging kr skte ho. Iske liye Aapko specific time nikalne ki jarurat nahi pdti hai. Toh iss tarah se aap khali time ko bhi utilize kar skte hai.
5. Better Communication Skill:

Aapko toh pata hi hoga jb aap koi post ya article apne blog pr post karte hai toh viewers aapke post par comment karte hai. Toh un comments ko aapko reply bhi karna pdta hai. Kuch negative comments bhi aate hai phir bhi aap apne emotions ko control krke uss comment ko ignore krte hai ya reply krte hai. Isse aapki communication skills bhi achhi ho jati hai. Aapko puri dunia se interact krne ka mauka milta hai.

Read: Online Internet se Paise Kamane ke 5 badiya Tarike
6. Eager to learn:

Jo log blogging krte hai wo hmesha kuch na kuch sikhna chahte hai.. Wo apne readers ke liye kuch na kuch nya dene ke liye lage rhte hai. Aise mein unki sikhne ki pravirti aur badh jati hai. Isse wo thoda attentive ho jate hain. Aur internet se hmesa kaam ki chize hi search krte hai.

Mera Principle: Har Roj kam se Kam ek New Chij sikho jo kal tak nahi aati thi.
7. Entrepreneurship:

Jb aap khud ka kaam krte hai toh apke andar josh rhta hai. Aap apna kaam kisi bhi kimat me pura krna chahte hai. Issi tarah jb aap blogging krte hai toh apne blog ko popular krne ke liye aap apna saara energy blog ko popular krne me lga dete hai. Aur fir apne blog ko ek organisation ka roop dene ki koshish krte hai jisse aapke andar entrepreneur bnne ki quality aane lgti hai. Iss tarah se aap ek bahut hi bde entrepreneur ban skte hai.

Iss post me bss itna hi.. agar apko achha lga toh iss post ko adhik se adhik share kare, jisko beginner bloggers bhi padhe aur padhne ke baad blogging ko aur ache se kare or Apni Success ki sidi par chadne me madad mile.

Sunday, 15 November 2015

General Awareness Page 7

1. Super 30 founder and mathematician Anand Kumar was honoured by Legislature of British Columbia in ........ at Toronto University for his pioneering work in the field of education.
1) UK
2) Canada
3) USA
4) Scotland
5) None of these.

2. Indian American Professor Emeritus R. Paul Singh was named for the GCHERA World Agriculture Prize 2015. GCHERA stands for?
1) Global Confederation for Higher Secondary Education Associations for Agriculture and Life Sciences
2) Global Conference for Higher Education Associations for Agriculture and Life Sciences
3) Global Confederation of Higher Education Associations for Agriculture and Life Sciences
4) Global Confederation for Higher Education Associations of Agriculture and Life Sciences
5) None of these.

3. Which country's Former Prime Minister Tony Blair resigned as the Special Envoy of the Middle East Quartet?
1) Norway
2) Denmark
3) Canada
4) UK
5) None of these.

4. Exercise Ajeya Warrior is a joint exercise between the armies of India and which country?
1) UK
2) USA
3) France
4) Rsssia
5) None of these

5. United States Secretary of Defence .......... and Defence Minister Manohar Parrikar signed the 2015 framework agreement on India-US defence relationship for the next 10 years.
1) Chuck Hagel
2) Robert Gates
3) Joe Biden
4) Ashton Carter
5) None of these.

6. Book titled Dealing with China: An Insider Unmasks the New Economic Superpower, this book is authored by?
1) PR Mohana Rao
2) Sadruddin Hashwani
3) Henry M. Paulson
4) Alexander Bard
5) None of these.

7. SBI Life Insurance introduced ......... a tablet-based service Distribution partners from all the sales channels of SBI Life can sell insurance products through this facility.
1) Future Guard Plan
2) Protector Plus Plan
3) Connect Life
4) Future Guard Plan
5) None of these.

8. ICICI Bank in collaboration with which company launched a payment service Tap-n-Pay based on the nearfield communications (NFC) technology, enabling customers make over-the-counter payments without using cash?
1) TCS
2) Tech Mahindra
3) Infosys
4) Wipro
5) None of these.

9. Export-Import (Exim) Bank has extended a line of credit of $268.35 million to which country for financing extension of Lake Victoria pipeline?
1) Kazakhstan
2) Kyrgyzstan
3) Oman
4) Tanzania
5) None of these.

10. Afghan President Ashraf Ghani nominated a female judge to the Supreme Court, what is the name of the Judge?
1) Anisa Rasouli
2) Fathima Beevi
3) Frozan Fana
4) Azra Jafari
5) None of these.



Answers..

1. (2)
2. (3)
3. (4)
4. (1)
5. (4)
6. (3)
7. (3)
8. (2)
9. (4)
10. (1)

Sunday, 3 May 2015

Program Language Sikhe Aur Paise Kamaye

PHP or Mobile apps or java or SEO and HTML Course kar Kamai kare In Hindi PHP or Mobile apps or java or SEO and HTML Course kar Kamai kare In Hindi If you find some ideas for better job and more earning in Hindi, there is some tips for you. 

Agar aap apni life me achchi earning karna chate he. khoob sara piase kamana chate he to aap k lye pesh he some suggestion for career Job. Latest dor me internet ka use jis tezi se growth kar rha he many options is field me job ke lye samne aa rahe he. Agar aapne engineering nahi kar rakhe he tab bhi aap market me available oriented course after simple graduation curse ke bad bhi kar IT Engineer ban sakte he. is field me job ki, vacancy ki kami nahi ha he bas zarurat he apni skills develop karne ki . Hum is post me bat karte he kuch aise short-term hot course ki jise kar ke aap ek better career make kar sakte he our reach person, ameer admi ban sakte he. Programming language 
Program Language in mehratech-hindi.blogspot.in author upendra mehra
Add caption

PHP:
Face book, Wikipedia, and word press jaise famous and popular website me PHP use kiya gaya he. Hypertext preprocessor mean PHP aik server script language hai. PHP ka use web developing me and normal programming language me bhi hota he. Open source hone ke reason se PHP ka use day to day badhta ja raha he today millions (many carode) websites and kai lakha server PHP ka use kar rahe he. 
Abhi is field me kafi achca scope hai agar ap PHP se related course kar le to phir Web developer or web designer jab ke zariye better earning kar sakte he. 

Mobile Applications:
Android mobile ke badhte use ke bad se hi Android Application ki demand kafi badh chuki he. Android development or Mobile application ke leiye 3 month tak ke advance course hote he, is course ke through Android mobile me use kiye jane wale Mobile applications ko bnana sikhaya jata he. is caurse ko karne ke bad aap As a Mobile App developer, Android App developer ke tor se kisi company me job hasil kar sakte he. 

Java Scripting coding:
Java script kya hai ? 
Actual me Java script object-oriented script language hai yeah java ka light weight version hai. Easy codes, easy commands ki wjaha se yeah language client side web browser me use ki jati he, Isliye is ko client side language ke name se bhi jana jata he. Java course ke through online field me better job hasil kar sakte he. 

SEO:
SEO kiya hai? 
SEO means Search engine optimization. Kisi bhi website ke page ko kisi bhi search engine like Google, Yahoo etc. se kitni bar search kya gaya and kitne logo ne website par visit ki yeah sab SEO ke under ata he. jaise jaise online business growth kar rah he he SEO expert ki demand bhi badhti ja rahhi he. Aagar aap SEO ke course kar lete he to aap Analytics, development, Business management, link building, web development management, web promoter, web designer, Blogging etc. I mean many field me job ke chance aap ko mil sakte he. 

Latest HTML language:
latest HTML language HTML5 he. Actual me dekha jaye to HTML aik Hypertext Text Markup language hai. HTML www means World Wide Web ke any content ki structuring Markup language hai yeah internet ki core technology mani jati he. HTML language ka use website ko attractive banane me kiya jata he.HTML hi who language he jis ke website me digai Image and object interactive banaya jata hai. HTML ko sikhne ke bad aap E- commerce site, E-publisher, web developer,game developer etc. field me better perform kar better kamai kar sakte hain. 

Conclusion:
life me little se little knowledge bhi faida hi deta hai, aur agar hum bat kare online job ki online earning ki ya compute engineering computer field ki to upar jo course diye gaye he who aap ko better income karne me beneficial sabit ho sakte he. In language, course ko sikhane ke lye online internet I mean YouTube, dailymotion par many video Hindi and Urdu me available hain Google par search kar in sites par jakar aap videos tutorial dekh kar sikhna start kar sakte hain. More knowledge more benefits it is a role for success in any field.

Monday, 28 October 2013

Internet se Paise kamaye

Agar aap India mei rehte hei to aap bina kisi investment ke asani sei internet sei online money,rupee earn kar sakte hei.Iske liye aapko kisi tarah ke padahyi ya degree ki jarurat nahi hei.Aap ghar bethe asani sei apni aur apne pariwar ki aamdani badha sakte hai.
Internet sei rupee kamane ke liye aapko 4 cheejo ki jarurat hoti hei.
1 Email Account (Email khata)
2 Paypal Account(Paypal khata)
3 Bank Account(Bank Khata)
4 Advertisement site par account(khata)

Aap Internet par money advertisement site par ads (vigyapan) dekh kar kamate

Sunday, 27 October 2013

Some1 wrote to me "Galat kaam se paise kamaye"

The Answr of the Headline of this post by following words :
Is duniya me sb kuch paisa hai, jiske pass paisa uska hi naam hai.. Uski hi jai jai hai, hr cheez ka ek mol hai, hr cheez paise se aati hai, hr koi kam time me jada se jada paise kamana chahta hai, log paisa kamane k liye pta nhi kya-kya trike use krte hai, aur aap paisa kamane k liye kya trika apnaoge..






I think imandari se paisa kamana to bhut mushkil hai.. Imandar aur sarif aadmi ko log bewakuf smajhte hai, is liye jaydatr log gair kanooni tarike use krte hai.. Hr kaam me rishwatkhori..
Hard work krke koi b jada paise nhi kama nhi skta.. Kyunki hardwork krke sirf 2 time ki roti hi aa skti hai, ghar k khrche b pure nhi hote.. Aur aadmi ki zindagi aise hi nikal jati hai, is liye hamesa hi smart work krna sikho, kamyabi aapke kadam choomegi.

Kisi k under rehke kaam krna mtlb gulami krna.. Agar aap kisi k under rehke k kaam krte ho, aur aapko 5ooo salary milti hai, to yaad rakhna koi b malik aap ko tb tk 5ooo nhi dega jb tk aap 1o,ooo ka kaam na krde, is liye hamesa apna business hi kre, kisi k under kaam na kre..
Han bilkul thek k ye dunya pese se h chalti he or is lea insan galt kaam kr bethta he paise kamane k lea,, bt dekha jae to ye zndagi kitni he kya koe hamesha rahega is dunya men! Han zndgi jeene k lea paisa zruri he or is k lea zruri nhe k galat kaam kr k kamaya jae. Itna kamao k zndgi aaram se guzar jae na k itna k jb is dunya se jae to tijoryan bhari pari hon bekaar...
Zindagi jine ke liye paisa ki nahi swasth helth aur mauj ki jarurata hoti hai, jo 100000 income karta hai uska bi ek mauj ka sauk rehta hai ki main chatting karunga to mujhe khushi milegi aur vahi sauk ek admi jo 4000 income karne vala bi rakh sakta hai kyu ki usko bi usime khushi milti hai, paisa lalach ki pyas mita sakti hai lekin zindagi ke liye khushi sabse badi chiz hai mere dost paisa nahi....

Thursday, 21 March 2013

paisa kamao internet se

GHAR BAITHE HI AB KAMAYA JA SAKTA HAIN DAILY 1000/-RS AUR YE KAAM SABHI KAR SAKTE HAIN.





HOUSEWIVES AUR JITNE BHI GHAR ME FREE RAHNE WALE LOG HAIN SABHI IS KAAMSE FAYDA UTHA SAKTE HAIN.JO LOG NET USE KARTE HAIN UNKE LIYE BAHUT AASAN HAIN.SIRF EK CLICK KARKE AAP JOIN KARIYE

AUR KAMAIYE.30,000/-RS.AAPKO RESULTSIRF 5 DINO ME HI AANE LAGEGA.TO AAPKO KHUD HI PATA CHAL JAYEGA KI YE LINK DUSRO LINK JAISA NAHI.JO SIRF WAADA KARTE HAIN PAR KAAM NAHI.YE LINK 100% KAAM KARTA HAIN.AAP EK BAAR TRY KARKE DEKHIYE AAPKO KHUD HI PATA CHAL JAYEGA.