Followers

Monday 28 October 2013

Internet se Paise kamaye

Agar aap India mei rehte hei to aap bina kisi investment ke asani sei internet sei online money,rupee earn kar sakte hei.Iske liye aapko kisi tarah ke padahyi ya degree ki jarurat nahi hei.Aap ghar bethe asani sei apni aur apne pariwar ki aamdani badha sakte hai.
Internet sei rupee kamane ke liye aapko 4 cheejo ki jarurat hoti hei.
1 Email Account (Email khata)
2 Paypal Account(Paypal khata)
3 Bank Account(Bank Khata)
4 Advertisement site par account(khata)

Aap Internet par money advertisement site par ads (vigyapan) dekh kar kamate
hei.Jo bhi money aap kamate hei wo money dollar mei hoti hei.Aap ye money seedhe bank account(khate) mei nahi daal sakte,pehle aap ye money Paypal account(khate) mei daalte hei uske baad paypal account(khate) sei bank account mei.Paypal apne aap aapki money ko dollar sei rupee mei convert (pariwartit) kar deta hei.

Email account kaise banaye ?
Email account banana bahut asan hei islye aapko ek site par jana hei aur signup button par click karna hei.
site ka naam hei http://www.gmail.com
Agar aapke pass pehle sei hi email account hei to aapko naya email account banane ki koi jarurat nahi hei.

Paypal account kaise banaye ?
Paypal ek bank hei .aap internet sei jo bi money kamati hei wo pehle paypal account mei bhejte hei uske baad aap money apne bank account me bhejte hei.Paypal ek tarah sei Internet ka bank hei.paypal account banana bahu asana hei iske liye aapko PAN card ki jarurat padti hei.
Aap PAN card ke bina Paypal account nahi khol sakte hei.
site ka naam hei www.paypal.com
Agar aapke pass pehle sei hi Paypal account hei to aapko naya paypal account kholne ki jarurat nahi hei.

Paypal par Account Banane ke liye humara ye article padhe


Bank account kasie khole ?
Aap apne ghar ke aas pass ki kisi bi bank me jakar bank account khol sakte hei jaise ICICI bank,SBI bank,Axis bank,HDFC bank,PNB bank .
Agar aapke pass pehle sei hi bank account hei to aapko naya bank account khone ki jarrat nahi hei.


Advertisement site par account kaise banaye ?
Internet par bahut saari aisi advertisement site hei jo aapko ads dekhne par rupee deti hei.par ye jaana bahut muskil hei ki kaun si site sach me imandar hei aur aapko paisa degi .Kyu ki bahut saari site aisi bi hei jo aapko ads dekhne ke baad aapka rupee aapko nahi deti aur dokha karti hei.Mei yaha aapko aisi site ki list de raha hu jihone mujhe hamesha samay par rupee diye hei .meine aise sites ke proof bi laga diye hei.
advertisement site ke baare me jaane ke liye neeche di gayi link par ek ek karke click kare .