Whatsapp ek bohat popular messaging service hai. Jise duniya me aaj kal har koi use karta hai. Whatsapp ka sahi use kar ham isse paise bhi kama skte hai. Kuch din baad apko whatsapp se paise kamaye ye post padhne ko milegi.
Aaj kal whatsapp me sabko 2 ID’s ki jarurat padti hai ek toh personal kaam ke liye aur dusri buisness ya other work ke liye. Lekin abhi tak ham 2 whatsapp ek phone me use kar pate the. Agar hame 3 whatsapp ki jarurat pade toh apko dusra phone use karna padta tha. Lekin aaj ham aapko btayege ki ek phone me bhi aap 3 whatsapp use kar skte hai.
Pahle ham whatsapp me only text msg hi send kar pate the. Lekin ab whatsapp bohat advance ho chuka hai. Ab ham isse chatting ke sath voice call, group chatting , video call aur bhi bohat kuch kar
Followers
Labels
- #Social Sandesh
- AIRTEL
- Attitude
- BSNL
- COMPUTER
- Demonetization
- EARN FROM INTERNET
- FINANCIAL PLANNING
- General Awareness
- Heart Touching Article
- HINDI
- Historic Character
- I HATE FACEBOOK BECAUSE
- Inspirational Story
- Learn English
- LPG HELP
- Madhya Pradesh
- Mobile
- My Social Sites Experiences
- PAISE KAMAYE
- Program Language
- PSC
- Puzzles
- Rani Padmavati
- RELIANCE JIO
- RIGHTS
- Security Tips
- SMART BANO
- sms
- Video
- Web World
- Website ke Baare Mein
- Whatsapp Jokes in Hindi
- Whatsapp Status
- Youtube
- तेनालीरमन की कहानियां
- मुहावरें
- यह भी जाने
- सरकारी नौकरी
Showing posts with label Website ke Baare Mein. Show all posts
Showing posts with label Website ke Baare Mein. Show all posts
Sunday, 17 July 2016
ONE PHONE THREE WHATSAPP USE KARE
No comments:
Email ThisBlogThis!Share to XShare to FacebookShare to PinterestSHARE ARTICLES ON SOCIAL NEWORKING HERE
मिलता-जुलता
Website ke Baare Mein
Thursday, 10 December 2015
Facebook par likes badhaye 1000 per day aur earn kare
Aap bhi ye soch rahe hoge ki Facebook
Par Likes Kaise Badhaye. Facebook ek aisi social media sites hogyi hai
ki yahan log jyada se jyada dikhai dete hai. Agr aapko kuch vichar vyakt
karne hai apne to agar aap yahan karenge to jayda se jyada log jabvab
dete hai. Aapne kuch post kiya aur us par like na aaye to aap udas ho
jate hai. Lekin hum apko paanch aise tips btate hai jinse aap kisi bhi
post par pehle se jyada like pa sakenge. Chaliye Jante he ki Facebook
Par Likes Kaise Badhaye.
Photo ka istemal kare
Facebook par apni baat ko image ke saath
post kare. Aisa paaya jata hai ki sadharan text kit ulna me tasveer ke
istemaal se post hui cheej par 53 fisdi jyada like karte hai. Aise post
par log 104 fisdi jyada comment karte hai. Aur is tarah ki post ke throw
84 fisdi jyada click ki sambhavan bhi hoti hai. (Facebook Par Likes
Kaise Badhaye.)
80 character tak matter
Facebook par post karte time text matter
ka khyal rakhe. Kam se kam shabdon ka istemal kare. Aisa dekha gya hai
ki 80 character tak likhe post par 66 fisdi jyada log samay bitate hai.
Jyada shabdo ke istemaal hone par us post ko dekhte hi log aage badh
jaate hai. Bahel hi vah kitna bhi intresting kyun na ho. Bhale hi uske
andar rochak jaankari kyun na ho. (Facebook Par Likes Kaise Badhaye.)
Saval post kare
Aisa paya jaata hai ki kisi saval ke
post karne par 100 fisdi jyada response dekhne ko milta hai. Apne
facebook page par jyada se jyada logon ko engage karne ke liye aap koi
saval post kar sakte hai. Saval logon ke man me hal chal paida kar dete
hai aur har user iska javab dena chahta hai. (Facebook Par Likes Kaise
Badhaye.)
Post ke time ka dhyan rakhe
Aisa dekha gya hai ki subah 11 baje se
raat 8 baje tak facebook par log active rehte hai. Isme bhi dopehar ke
time jyada chel pehl rehti hai. Dopehar ke baad sham 3 baje facebook ka
pik time hota hai. Is time par sabse jyada user active rehte hai. Yaani
sham 3 baje ke aaspass post karne par log jyada react karte hai.
(Facebook Par Likes Kaise Badhaye.)
Rojana do baar update kare
Rojana ek ya do baars status update
karne par aapko 40 fisdi jyada response mil sakta hai. Vahin yadi aap
saptah me ek se chaar baar status update karte hai to apko 71 fisdi
jyada response dekhne ko mil sakta hai. Yahan 40 fisdi response pratidin
aur 71 fisdi par saptah hai. Is data se confuse na ho. (Facebook Par
Likes Kaise Badhaye.)
No comments:
Email ThisBlogThis!Share to XShare to FacebookShare to PinterestSHARE ARTICLES ON SOCIAL NEWORKING HERE
मिलता-जुलता
EARN FROM INTERNET,
Website ke Baare Mein
Saturday, 5 December 2015
Blogging Sikho
Bahut log sochte hai blogging ke baare me. Kuch log start krte hai fir thode dino me Bore or paresan hone ke baad blogging krna chhod dete hai. Lekin ek chiz hme yah dhyan rkhna hai ki agar hum apni lakshya ko paane ke liye aadhe raste se wapis laut jate hai aur jitna time hume adhe raste se lautne me lgta hai hum utni hi der me apni lakshya ko prapt kr skte the..
Bas ek chiz ki jarurat hoti hai ..wo chiz hai “Patience (Diraj)”. Jee haan agar hum thodi aur potential ke sath apne target ko achive krne ke liye apna priyas chalu rakhe toh humme success jarur milti hai.. Toh chaliye mai aap logo ko inke baare me btata hun.
Blogging Se Hone Wale Indirectly Faide
1. Khud ke Boss:
Aap soch rhe honge khud ke boss mtlb.. chaliye mai btata hu..khud ke boss matlab ki aap ke upar kisi aur ka pressure nahi rhega , sirf aap hi apne aap ko manage krenge. Apke upar koi pressure nahi rhega.
2. Up to date:
Aapke blogging ka jo bhi topic rhega, aap uss field me aur bhi master hote jaoge, aap jisse bhi related post daloge. aapko uss post ya article ke baare me better knowledge ho jayegi. Aur thodi bahut technical knowledge bhi badh jayegi. Jaise aap html, css, aur dusre web developing technologies ke bare me bhi jaanne lagoge.
Badiya Post Title Kaise Likhe
Badiya SEO Post kaise ke Tips
3. Earning Jyada Expanses Kam:
Haan , aap jb seriously blogging karenge toh aap acche paise kamaoge aur apko kahi jane ki jarurat bhi nahi pdegi , iska matlb aapko office work se chhutkara mil jayega toh apke travelling ke expanses bach jayenge , isse aapki achhi khasi savings bhi ho jayegi..
Janiye – Blog start karne ke liye kya kya chaiye
4. Time Management:
jab aap blogging me ghus jate hai toh aap time ko manage krna bhi sikh jate hai. Yaani ki aapko kb kon Sa post daalna hai. Aap raat ko bhi blogging kr skte ho. Iske liye Aapko specific time nikalne ki jarurat nahi pdti hai. Toh iss tarah se aap khali time ko bhi utilize kar skte hai.
5. Better Communication Skill:
Aapko toh pata hi hoga jb aap koi post ya article apne blog pr post karte hai toh viewers aapke post par comment karte hai. Toh un comments ko aapko reply bhi karna pdta hai. Kuch negative comments bhi aate hai phir bhi aap apne emotions ko control krke uss comment ko ignore krte hai ya reply krte hai. Isse aapki communication skills bhi achhi ho jati hai. Aapko puri dunia se interact krne ka mauka milta hai.
Read: Online Internet se Paise Kamane ke 5 badiya Tarike
6. Eager to learn:
Jo log blogging krte hai wo hmesha kuch na kuch sikhna chahte hai.. Wo apne readers ke liye kuch na kuch nya dene ke liye lage rhte hai. Aise mein unki sikhne ki pravirti aur badh jati hai. Isse wo thoda attentive ho jate hain. Aur internet se hmesa kaam ki chize hi search krte hai.
Mera Principle: Har Roj kam se Kam ek New Chij sikho jo kal tak nahi aati thi.
7. Entrepreneurship:
Jb aap khud ka kaam krte hai toh apke andar josh rhta hai. Aap apna kaam kisi bhi kimat me pura krna chahte hai. Issi tarah jb aap blogging krte hai toh apne blog ko popular krne ke liye aap apna saara energy blog ko popular krne me lga dete hai. Aur fir apne blog ko ek organisation ka roop dene ki koshish krte hai jisse aapke andar entrepreneur bnne ki quality aane lgti hai. Iss tarah se aap ek bahut hi bde entrepreneur ban skte hai.
Iss post me bss itna hi.. agar apko achha lga toh iss post ko adhik se adhik share kare, jisko beginner bloggers bhi padhe aur padhne ke baad blogging ko aur ache se kare or Apni Success ki sidi par chadne me madad mile.

Web World,
Website ke Baare Mein
Subscribe to:
Posts (Atom)