Followers

Friday 22 May 2015

Facebook Fan Page Ko Hacker Se Bachaye


Kaise page hack hone se bachaye ! Jarror dhyan dein
Account id 1. admin id mein friend na add karein
2. search ke sare option band kar dein privacy mein jakar
3. admin id ka naam koi common sa choose karein, unique naam na rakhien
4. admin id ka username na rakhein
Hardware
1. pc Should be capable of running good antivirus and firewalls, dual core with 4gb ram would be ok
2. A good router is must to prevent all types of attackes, router dekh ke lo ki usme firewall hai ya nahi, kuch mein 2 hoti hein .
Accounts
1. Gmail and Facebook ka password alag alag rakho
2. Password mein Letter, number aur Special character, teeno
jarror dalo
3. Facebook aur Gmail dono par apna number register kar ke rakho
4. Facebook aur gmail dono ka Security question Jarror rakho aur
alag alag rakho
5. Facebook pe koi application ja game na chalao

Browser
1. Chrome aur Comodo dragon ke ilava koi browser ni chalega
2. Dhyaan rahe dono ko update karte rahein 3-4 din baad
Operating System
1. Latest os use karo jaise ki windows 8
2. Update check karte rakho 3-4 din baad
3. Jinke pass windows 7 hai wo Microsoft® Windows® Malicious Software Removal Tool Jarror download karke rakhe, Free hai
4. Mac bhadiya hai lekin agar nahi hai to kam se kam xp wagera purane os to na hi chalaye
Software
1. Firewall install karo, comodo best hai aur free bhi, uski settings ke bare mein nahi pata to chedchad mat hi karo
2. Antivirus install karo, Free chahiye to comodo ka install karlo, best chahiye to pc ki speed ke mutabik agar zayada hai to bitdefender install karlo aur agar kam hai to kaspersky install karlo dono 300/- mein flipkart pe mil jate hein
Extra
1. Koi bhi link na click karo, sabse zayada account link pe click karne se hack hote hein
2. kam se kam 2 admin id bana ke rakho khud ki
3. Post hamesha content creater wali id se karo, manager id ko back up id rakho

No comments:

Post a Comment

write it