Followers
Labels
- #Social Sandesh
- AIRTEL
- Attitude
- BSNL
- COMPUTER
- Demonetization
- EARN FROM INTERNET
- FINANCIAL PLANNING
- General Awareness
- Heart Touching Article
- HINDI
- Historic Character
- I HATE FACEBOOK BECAUSE
- Inspirational Story
- Learn English
- LPG HELP
- Madhya Pradesh
- Mobile
- My Social Sites Experiences
- PAISE KAMAYE
- Program Language
- PSC
- Puzzles
- Rani Padmavati
- RELIANCE JIO
- RIGHTS
- Security Tips
- SMART BANO
- sms
- Video
- Web World
- Website ke Baare Mein
- Whatsapp Jokes in Hindi
- Whatsapp Status
- Youtube
- तेनालीरमन की कहानियां
- मुहावरें
- यह भी जाने
- सरकारी नौकरी
Saturday, 16 November 2013
Cricket will miss Sachin Forever
Friday subah 10:36 min, Sachin 74 run bana chuke the, Off-Spinner Narsingh Devnarayan ne 48th over ki 5th ball throw ki, Sachin ne cut karne ki koshish ki, Pitch par uchchal tha, ball par Sachin ke bat ka baahri kinara laga aur pehli slip mein semi ne catch lapak liya,
Sachin Out.....
Yahan end hua ek yug ka,, sachin ka yug, jis mein sachin ne 24 yrs ka samay bitaya,, Sabhi Cricket lovers ke liye shayad ye maan na mushkil ho ki Sachin ki ye innings last innings thi, Cricket ki pitch par ye Sachin ki last innings thi, ab nahi khelenge is baat ka dukh hume jyada hai..
Match khatm hone par Sachin ne jo speech di wo bahut bhavuk thi, even news anchor bhi Sachin ki speech sunkar bhavuk ho gye the,
ye Sachin ki mahanta hi jisne unhe is mukam tak pahunchaya aur yahan pahunch kar bhi wo un sabhi logo ko Shukriya kaha jinhone unhe is mukaam tak pahunchne mein help ki, Sachin ke baare mein likhna bhi bhavuk kar deta hai,,
Hum bahut khushnasib hai jo Sachin jaise khiladi ko khelte dekhte huye bade huye hain.. Sachin ek ache khiladi hone ke sath ek achche insan bhi hain. Sachin 'Bharat Ratna' ke liye nahin Bharat Ratna sirf 'Sachin' ke liye hi bana tha jo unhe mil hi gaya ....
Email ThisBlogThis!Share to XShare to FacebookShare to PinterestSHARE ARTICLES ON SOCIAL NEWORKING HERE
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment
write it