Followers

Friday 5 September 2014

Open offer

Open Offer rights issue ki hi tarah kisi company ke liye rakam jutane ka ek jariya hai, jismein company apne share dhaarkon ko mojuda bazar bhav se kam par shares ki kharid ke liye prstavit karti hai. Rights Issue se yeh is maayne mein alag hota hai ki share holder rights mein mile shares ko turant bazar mein bech sakta hain, lekin open offer mein mile shares ko turant nahi becha ja sakta.