Followers

Sunday 3 May 2015

PAISE KAMAYE

Paise kamaye Internet se.

Website Build Kare Aur Paise Kamaye






Program Language Sikhe Aur Paise Kamaye

PHP or Mobile apps or java or SEO and HTML Course kar Kamai kare In Hindi PHP or Mobile apps or java or SEO and HTML Course kar Kamai kare In Hindi If you find some ideas for better job and more earning in Hindi, there is some tips for you. 

Agar aap apni life me achchi earning karna chate he. khoob sara piase kamana chate he to aap k lye pesh he some suggestion for career Job. Latest dor me internet ka use jis tezi se growth kar rha he many options is field me job ke lye samne aa rahe he. Agar aapne engineering nahi kar rakhe he tab bhi aap market me available oriented course after simple graduation curse ke bad bhi kar IT Engineer ban sakte he. is field me job ki, vacancy ki kami nahi ha he bas zarurat he apni skills develop karne ki . Hum is post me bat karte he kuch aise short-term hot course ki jise kar ke aap ek better career make kar sakte he our reach person, ameer admi ban sakte he. Programming language 
Program Language in mehratech-hindi.blogspot.in author upendra mehra
Add caption

PHP:
Face book, Wikipedia, and word press jaise famous and popular website me PHP use kiya gaya he. Hypertext preprocessor mean PHP aik server script language hai. PHP ka use web developing me and normal programming language me bhi hota he. Open source hone ke reason se PHP ka use day to day badhta ja raha he today millions (many carode) websites and kai lakha server PHP ka use kar rahe he. 
Abhi is field me kafi achca scope hai agar ap PHP se related course kar le to phir Web developer or web designer jab ke zariye better earning kar sakte he. 

Mobile Applications:
Android mobile ke badhte use ke bad se hi Android Application ki demand kafi badh chuki he. Android development or Mobile application ke leiye 3 month tak ke advance course hote he, is course ke through Android mobile me use kiye jane wale Mobile applications ko bnana sikhaya jata he. is caurse ko karne ke bad aap As a Mobile App developer, Android App developer ke tor se kisi company me job hasil kar sakte he. 

Java Scripting coding:
Java script kya hai ? 
Actual me Java script object-oriented script language hai yeah java ka light weight version hai. Easy codes, easy commands ki wjaha se yeah language client side web browser me use ki jati he, Isliye is ko client side language ke name se bhi jana jata he. Java course ke through online field me better job hasil kar sakte he. 

SEO:
SEO kiya hai? 
SEO means Search engine optimization. Kisi bhi website ke page ko kisi bhi search engine like Google, Yahoo etc. se kitni bar search kya gaya and kitne logo ne website par visit ki yeah sab SEO ke under ata he. jaise jaise online business growth kar rah he he SEO expert ki demand bhi badhti ja rahhi he. Aagar aap SEO ke course kar lete he to aap Analytics, development, Business management, link building, web development management, web promoter, web designer, Blogging etc. I mean many field me job ke chance aap ko mil sakte he. 

Latest HTML language:
latest HTML language HTML5 he. Actual me dekha jaye to HTML aik Hypertext Text Markup language hai. HTML www means World Wide Web ke any content ki structuring Markup language hai yeah internet ki core technology mani jati he. HTML language ka use website ko attractive banane me kiya jata he.HTML hi who language he jis ke website me digai Image and object interactive banaya jata hai. HTML ko sikhne ke bad aap E- commerce site, E-publisher, web developer,game developer etc. field me better perform kar better kamai kar sakte hain. 

Conclusion:
life me little se little knowledge bhi faida hi deta hai, aur agar hum bat kare online job ki online earning ki ya compute engineering computer field ki to upar jo course diye gaye he who aap ko better income karne me beneficial sabit ho sakte he. In language, course ko sikhane ke lye online internet I mean YouTube, dailymotion par many video Hindi and Urdu me available hain Google par search kar in sites par jakar aap videos tutorial dekh kar sikhna start kar sakte hain. More knowledge more benefits it is a role for success in any field.