Followers

Wednesday 8 January 2014

English Sikhiye

English-Hindi
I
Mein
He
Woh / Usne
She
Woh
You
Tum / Aap (respect)
It
Yeh
A
Ek
Come
Aao / Aaiye (respect)
Came
Aaya ( he) / Aayee (she) /
Aaye (plural)
Will come
Aayega (he) / Aayegi (she)
/ Aayenge ( plural)
Open
Kholo / Kholiye (respect) /
Kholna
Opened
Khola
Will open
Kholega (he) / Kholegi
(she) / Kholenge (plural)
Sit
Baitho / Baithiye (respect)
/ Baithna ( to sit)
Walk
Chalo / Chaliye ( respect) /
Chalna (to walk)
Eat
Khao / Khaiye (respect)/
Khana (to eat)
Drink
Piyo / Peejiye (respect) /
Peena (to drink)
Win
Jeetna(to win)
Go
Jaao / Jaaiye (respect) /
Jaana (to go)
Run
Daudna
I go
Mein jaata hoon
He goes
Woh jaata hai
He eats an apple
Woh sev khaata hai
He is eating an apple
Woh sev khaa raha hai
He ate an apple
Usne sev khaya
I saw the film last week
Meine pichhle saftah film
dekhi
She came by bus yesterday
Woh kal bus se aayee
They went to the temple
Ve mandir gaye
He slept the whole night
Woh raat bhar soya
He wrote well in the
examination
Usne exam achcha likha
He has eaten
Usne khaa liya
He had eaten
Usne khaa liya tha
He had gone
Woh chala gaya tha
He had come
Woh aaya tha
He will eat
Woh khaayega
He will go
Woh jaayega
He will come
Woh aayega
What is your name?
Tumhara /Aapka naam kya
hai ?
What
Kya
Is
Hai / Hein (respect)
Your
Tumhara / Aapka (respect)
Name
Naam
What did you do?
Tumne / Aapne (respect)
kya kiya ?
What should I do?
Mein kya karoon ?
What can I do?
Mein kya kar sakta hoon ?
What are the questions?
Kya sawal hein ?
What were the questions?
Kya sawal the ?
What is the last question?
Aakhiri sawal kya hai ?
What is written in the
letter?
Khat mein kya likha hai ?
What you had been told?
Tumhein kya kaha gaya
tha ?
What will be the answer?
Jawab kya hoga ?
Why did you come?
Tum / Aap kyon aaye ?
Why did you sleep?
Tum / Aap kyon soye ?
Why did you tell him to
go?
Tumne use jaane ko kyon
kaha ?
Why did he bring the bag?
Woh bag kyon laya ?
Why did she pay the
money?
Usne paisa kyon diya ?
Why did they sit there?
Ve wahan kyon baithe
the ?
Why do you drive the car?
Tum / aap car kyon
chalate ho ?
Why did they come late for
the meeting?
Ve meeting ke liye deri se
kyon aaye ?
How did you come?
Tum / aap kaise aaye ?
How did you sleep?
Tum kaise soye ?
How did you drive the
car ?
Tumne car kaise
chalayee ?
How did you write?
Tumne kaise likha ?
How many apples are
there in my hand?
Mere haath mein kitne sev
hein ?
How many did you take?
Tumne kitne liye ?
How much did he pay you?
Usne tumhen kitna paisa
diya ?
How much distance to go?
Aur kitni door jana hai ?
How was the journey
yesterday?
Kal ki yatra kaisi thi ?
Which way did you come?
Tum / Aap kis raaste se
aaye ?
Which is your favourite
colour?
Tumhara /Aapka
pasandida rang kaun sa
hai?
In which room did you
sleep?
Tum / Aap kaunse kamre
mein soye ?
Which story did you tell?
Tumne kaunsi kahani
batayee ?
Which is the sweetest
fruit?
Sabse meetha fal kaunsa
hai ?
Which is the best
newspaper in Hindi?
Hindi mein sabse achcha
newspaper kaunsa hai ?
Which Indian state has the
largest population ?
Kis bharatiya rajya ki
jansankhya sabse jyada
hai ?
Where are you coming
from?
Aap / tum kahan se aa
rahe ho ?
Where did you sleep?
Tum kahan soye ?
Where is the manager’s
cabin?
Manager ka cabin kahan
hai ?
Where should I go?
Mujhe kahan jaana
chahiye ?
Is it a book?
Kya yeh kitab hai ?
Yes, it is a book
Haan, yeh kitab hai
Is it the answer?
Kya yeh jawab hai?
Yes, it is the answer
Haan yehi jawab hai.
Will you come with me?
Kya tum mere saath
aaoge ?
I shall come with you.
Mein tumhare saath
aaunga.
Will you give me your pen?
Kya tum mujhe apna pen
doge ?
Yes, of course.
Haan, zaroor
Do you love me ?
Kya tum mujhe pyar karte
ho ?
Yes, I love you.
Haan mein tumhein pyaar
karta (m) / karti(f) hoon
Can you give me your pen?
Kya tum mujhe apna pen
de sakte ho?
Can you lift the box?
Kya tum box utha sakte
ho ?
Can you write the exam?
Kya tum pariksha likh
sakte ho ?
Did you have your lunch?
Kya tumne dopehar ka
khana khaya ?
How are you?
Tum kaise ho / Aap kaise
hain ?
I am fine
Main achha hoon