Followers

Saturday 30 November 2013

India Gate Ka Itihas

Delhi ke central part mein locate India gate. Shahidon ki yaad me bnaya gaya ek rashtriya smarak hai. Iski aadharshila 1921 me rakhi gyi thi.



Iske 10saal baad tatkaalin viceroy lord Irwin ne ise desh ko samarpit kiya tha. Sir Idwin Lutions dwara design is smarak ko 1st world war ke dauran british army ke shahid huyesoldiers ki yaad me bnaya gya tha.
13,516 se adhik british aur indian shahido ke naam India Gate par likhe gye hain. India Gate par 1971se shahid huye jawano ki yaad me amvarat 'AMAR JYOT' jal rahi hai.