Followers

Monday 28 October 2013

ip address kya hota hai

IP address ek identifier hota hai us device ya computer ka jo TCP/IP network se jura hota hai, device/computer jo network TCP/IP route message use krti hai wo IP address pr mushtamil hota hai. ye four number numeric pr mushtamil hota hai jo k . periods se separate hota hai. hr number zero se 255 ki range main ho skta hai, jaise 192.168.1.22
aur jahan tk faide ki bat hai to ek ID ka kia faida ho skta hai,,? jis tarah CNIC ka number hota hai isi tarah ye bhi kisi device/computer k network se jure hone ka ID IP kehlata hai,,

agar aap ka ip static nahi he to....
start pe click karein.....run pe jaein...wahan "cmd" likhein....
phir jo window khulae us mein pehle..."ipconfig/release" likh k enter press karein....
phir us k baad ...wahi pe "ipconfig/renew" likh k enter dabaein ....
is se app ki ip address change ho jayega
..
albatta random IP aur Static IP k advantages aur disadvantages ki definitions aap jaan skte hain,
lakin random aur Static IP se aap us wqt shugal kr skte hain jb aapko ye pta ho k random aur static se kia fayde liye jate hain aur lie ja skte hain,,

No comments:

Post a Comment

write it