Followers

Thursday 21 March 2013

hindi muhavre or proverb

Aag baboola hona

Jale pe namak chidakna

Sina taan ke khada hona

Ghee ke diye jalane - bahut khushi manana
Ayodhya ram aane par sab logo ne ghee ke diye jalaye

Bhains ke aage been bajana

Aankho mein dhool jhokhna

Mitti mein mila dena

Naak mein dum aa jana

Din mein tare dikhna

Ghutne tek dena- haar man lena

Eid ka chand hona- kabhi kabhi hi dikhai dena

Aasman sir par uthana-bahut shorgul karna

Tas se mas ne hona- apne zid par ade rehna

Tang adana – bekar dakhal dena

Andhe ki lathi- 1 matr sahara

Aakash pataal 1 kar dena

Dal mein kuc kala hona- sandeh ki baat hona’

Daat khatte karna- buri tarah haraana

Dum daba kar bhagna- dar kar bhagna

Ghode bech kar sona- ekdum nishchint ho kar sona

Til ka taad banana- choti si baat ko bahut badi banana

Lakir ka fakir

Jo garajte hain who baraste nahi

Apne muh miyan mithu banana

No comments:

Post a Comment

write it