Followers

Monday 20 August 2012

Books Are Stress Reliever : Ek research ke anusar books padhne ke 6 min ke andar hi stress level kam hone lagta hai. Psycologists kehte hain ki manav dimag jab book padhte samay ekargchit hota hai to pareshan karne wali baatein ya tatvo se dimag hat jata hai. Isliye books stress buster hoti hain.

Writing skills badhaye : books padhne ka ek anya fayda yeh bhi hai ki is se writing skills yani likhne ki kala viksit ho sakti hai. Koi bhi vyakti tabhi likh sakta hai, jab wo kahani ke patro ki kalpna kar sake aur unki bhavnao ko mehsus kar sake.